SONG: Humse Achhi To Farishto Ki Basar Kya Hogi - हमसे अच्छी तो फरिश्तो की बसर क्या होगी

Humse Achhi To Farishto Ki Basar Kya Hogi - हमसे अच्छी तो फरिश्तो की बसर क्या होगी

LYRICS:
humse achhi to farishto ki basar kya hogi humse achhi to farishto ki basar kya hogi gham ki raunak jo idhar hai wo udhar kya hogi lau pe jal jal ke andhero ne diya bhi humko lau pe jal jal ke lau pe jal jal ke andhero ne diya bhi humko raat agar itni meharbaan hai pahar kya hogi gham ki raunak jo idhar hai wo udhar kya hogi bekhabar yu hi chale aaye bhatakne ke liye bekhbaar yu hi chale aaye bhatakne ke liye wo kahbar thi ki teri raah gujar kya hogi gham ki raunak jo idhar hai wo udhar kya hogi puchhte hai ke huye kya jo khile the unse puchhte hai puchhte hai ke huye kya jo khile the unse khil chuke hai jo bhala unki khabar kya hogi gham ki raunak jo idhar hai wo udhar kya hogi