SONG: Humne Ye Dil Ke Lagane Ki Saza Payi Hai - हमने ये दिल के लगाने की सजा पाई है

Humne Ye Dil Ke Lagane Ki Saza Payi Hai - हमने ये दिल के लगाने की सजा पाई है

LYRICS:
humne ye dil ke lagane ki saja payi hai saja payi hai humne ye dil ke lagane ki saja payi hai saja payi hai dard hai gham hai, teri yad hai tanhai hai humne ye dil ke lagaane ki saja payi hai saja payi hai humne ye dil ke chain kuchh din dil e bechain pata hi nahi chain kuchh din dil e bechain pata hi nahi lakh bahlate hai bahlaye me aata hi nahi kya karu hay meri jan pe ban aayi hai ban aai hai dard hai gham hai, teri yaad hai tanhai hai humne ye dil ke lagaane ki saja payi hai saja payi hai humne ye dil ke yad ab tak teri sine me chhupa rakhi hai yad ab tak teri sine me chhupa rakhi hai humne aandhi me bhi ye shamma jala rakhi hai aur bujhayenge nahi humne kasam khayi hai kasam khayi hai dard hai gham hai, teri yaad hai tanhai hai humne ye dil ke lagane ki saja paai hai saja payi hai humne ye dil ke