SONG: Humne Tumne Kiya Tha Jo Aabad - हमने तुमने किया था जो आबाद

Humne Tumne Kiya Tha Jo Aabad - हमने तुमने किया था जो आबाद

LYRICS:
humne tumne kiya tha jo aabaad vo chaman aaj ho gaya barbaad vo chaman aaj ho gaya barbaad jaana ek din hai humko fer ke muh shaad jaaye ke hum jaaye nashaad shaad jaaye ke hum jaaye nashaad maaf karna jabaa pe aaye nahi dil ki daasta aaye nahi fariyaad dil ki daasta aaye nahi fariyaad tum kisi aur ke bane, to bano hum ko kaafi hai bas tumhaari yaad