SONG: Humne Tumko Dil Diya Tumne Use Tadpa Diya - हमने तुमको दिल दिया तुमने उसे तड़पा दिया

Humne Tumko Dil Diya Tumne Use Tadpa Diya - हमने तुमको दिल दिया तुमने उसे तड़पा दिया

LYRICS:
humne tumko dil diya tumne use tadpa diya humne tumse kya kiya aur tumne humse kya kiya sabhi kuch hai tujh me magar ye kami hai ke aankho me teri murabbat nahi hai badi bemurabbat hai duniya ki mehfil yaha humne dekha mohabbat nahi hai sabhi kuch hai tujh me magar ye kami hai lagi aag dil me sulagte rahe hum juba tak na kholi tadapte rahe hum lagi aag dil me sulagte rahe hum juba tak na kholi tadapte rahe hum magar humne sikha hai khamosh rahna mohabbat hai koi tijarat nahi hai sabhi kuch hai tujh me magar ye kami hai kiye the kisi ne mohabbat ke vade falak se bhi unche the jiske irade kiye the kisi ne mohabbat ke vade falak se bhi unche the jiske irade magar aise badle wo ja dene wale ke do baat sunne ki fursat nahi hai sabhi kuch hai tujh me magar ye kami hai ke aankho me teri murabbat nahi hai badi bemurabbat hai duniya ki mehfil yaha humne dekha mohabbat nahi hai sabhi kuch hai tujh me magar ye kami hai