SONG: Humne Tujhko Pyar Kiya, Kaun Karega Itna - हमने तुझको प्यार किया कौन करेगा इतना

Humne Tujhko Pyar Kiya, Kaun Karega Itna - हमने तुझको प्यार किया कौन करेगा इतना

LYRICS:
humne tujhko pyaar kiya humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna tune hum par laakh zafa ki humne ada hi samjhi tujhse koi bhul hui to apni khata hi samjhi samne tere yun hans hans ke samne tere yun hans hans ke lutte rahe hum jitna kaun lutega itna kaun lutega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna pyar pe mere naaz tumhe tha yaad karo wo nazara haath pe apne likh lete the jab tum naam humara teri ada ke bhole pan se teri ada ke bhole pan se mitte rahe hum jitna kaun mitega itna kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna aankh churai thes lagai dil bhi tune toda laakh chhudaya tune daman humne saath na chhoda tere karam ko tere sitam ko tere karam ko tere sitam ko sahte rahe hum jitna kaun sahega itna kaun sahega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna tu hi tu hai in aankho me aur nahi koi duja tujhko chaha tujhko saraha aur tujhe hi pooja tere dar ko maan ke mandir tere dar ko maan ke mandir jhukte rahe hum jitna kaun jhukega itna kaun jhukega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna kaun karega itna kaun karega itna