SONG: Humne Kya Pyar Kiya Pyar Ka Badla Na Mila - हमने क्या प्यार किया प्यार का बदला ना मिला

Humne Kya Pyar Kiya Pyar Ka Badla Na Mila - हमने क्या प्यार किया प्यार का बदला ना मिला

LYRICS:
humne kya pyar kiya pyar ka badla na mila humne kya pyar kiya pyar ka badla na mila sara jag dhund liya koi bhi apna na mila humne kya pyar kiya humne chaha tha ke is pyar ko singar mile teri baho ka mehekta hua ek har mile pyar hi pyar ho aisa koi sansar mile dukh bhari rat mili khushiyo ka sapna na mila sara jag dhund liya koi bhi apna na mila humne kya pyar kiya hum badhe jinki taraf deep vo bujh jate hai phool sehlaye agar kate se chubh jate hai jinki chao me ruke paat vo jal jate hai aisi takdeer jo badle vo sitara na mila sara jag dhund liya koi bhi apna na mila haye humne kya pyar kiya