SONG: Humko Toh Teri Nigahon Ne Mara

Humko Toh Teri Nigahon Ne Mara

LYRICS:
hamko to teri nigaahon ne maara in donon jhoothhe gawaahon ne maara hamko to teri nigaahon ne maara in donon jhoothhe gawaahon ne maara hamko to teri nigaahon ne maara hota agar hamko itna pata dil mein hai kya aur nigaahon mein kya hota agar hamko itna pata dil mein hai kya aur nigaahon mein kya dil tumko yoon dete hi kyun aisa samajh ke jo hum hamko to teri nigaahon ne maara in donon jhoothhe gawaahon ne maara hamko to teri nigaahon ne maara teri nazar pe bharosa kiya hamko to is dil ne dhokha diya teri nazar pe bharosa kiya hamko to is dil ne dhokha diya jee ke maren mar ke jiyen maano tumhaari kasam hamko to teri nigaahon ne maara in donon jhoothhe gawaahon ne maara hamko to teri nigaahon ne maara chaaha tumhen paaya dard e jigar hansti nazar ab hai ashqon se tar chaaha tumhen paaya dard e jigar hansti nazar ab hai ashqon se tar kar ke wafa kya kya mila poochho na hamse sanam hamko to teri nigaahon ne maara in donon jhoothhe gawaahon ne maara hamko to teri nigaahon ne maara in donon jhoothhe gawaahon ne maara hamko to teri nigaahon ne maara