SONG: Humko To Barbaad Kiya Hai - हमको तो बर्बाद किया है

Humko To Barbaad Kiya Hai - हमको तो बर्बाद किया है

LYRICS:
haye kiski jaan loge, kya irada hai humko to barbad kiya hai aur kise barbad karoge bhul na jana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbad kiya hai tirchi najar ke teer chalao naaj-o-ada ki bijali girao tirchi najar ke teer chalao naaj-o-ada ki bijali girao uff na karenge hum bhi to dekhe kitne sitam ji yaar karoge humko to barbad kiya hai aur kise barbad karoge bhul na jana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbad kiya hai tum chaho to jaan bhi le lo kaafir ho imaan bhi le lo tum chaho to jaan bhi le lo kaafir ho imaan bhi le lo dilwalo se pala pada hai tum bhi bhala kya yaad kroge humko to barbad kiya hai aur kise barbad karoge bhul na jana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbad kiya hai hum bhi tumhe bechain karenge pyar me aisa rang bharenge hum bhi tumhe bechain karenge pyar me aisa rang barenge neend na hogi in aankho me tadapoge fariyad karoge humko to barbad kiya hai aur kise barbad karoge bhul na jana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbad kiya hai