SONG: Humko Padhayi Se Kya Lena - हमको पढाई से क्या लेना

Humko Padhayi Se Kya Lena - हमको पढाई से क्या लेना

LYRICS:
humko padhai se kya lena humko sachchai se kya lena yaaro humko saath hai rahna khul ke kahenge jo hai kahna yaar mere tu kyun khamosh hai zindagi me ab tak josh hai humko padhai se kya lena humko sachchai se kya lena leke aaye the kya hum yaha is jaha se jo le jayenge jo diya hai jamane ne humko jamane ko hum wahi de jayenge nafrat ne paala hume hume pyar nahi chahiye nafrat ne paala hume hume pyar nahi chahiye dard ki raaho me hai chalna humko padhai se kya lena humko sachchai se kya lena apne haatho se hi apna ye nasiba kisi din sawarenge hum socha hai zindagi me kabhi hausla na harenge hum hum jo irada kare to kuchh bhi mushkil nahi hum jo irada kare to kuchh bhi mushkil nahi humko sholo me hai jalna humko padhai se kya lena humko sachchai se kya lena yaaro humko saath hai rahna khul ke kahenge jo hai kahna yaar mere tu kyun khamosh hai zindagi me ab tak josh hai