SONG: Humko Nikaloge Ghar Se Sajan Pachtaoge - हमको निकालोगे घर से सजन पछताओगे

Humko Nikaloge Ghar Se Sajan Pachtaoge - हमको निकालोगे घर से सजन पछताओगे

LYRICS:
hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge chale jayenge hum to piche piche daude chale aaoge o kaha jaoge hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge chale jayenge hum to piche piche daude chale aaoge kashti me baitho to tufan ka khatra hai kashti me baitho to tufan ka khatra hai gadi ke safar me saman ka khatra hai mandir me jao to bhagwan ka khatra hai o ghar me bin bulaye mehman ka khatra hai ghar me bin bulaye mehman ka khatra hai o kaha jaoge jaoge hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge chale jayenge hum to piche piche daude chale aaoge jinke hath me aayi wo dor nahi chodenge jinke hath me aayi wo dor nahi chodenge parwat pe ye badal ghanghor nahi chodenge gulshan me jaogi to mor nahi chodenge sajan se bachogi to chor nahi chodenge sajan se bachogi to chor nahi chodenge o kaha jaoge jaoge hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge chale jayenge hum to piche piche daude chale aaoge thehro na gussa chhodo maaf kar do na ruth gaye raja zara si ek baat me ruth gaye raja zara si ek baat me acha maan jao ye hath lelo hath me meri chaila babu na jao kali raat me jana hai to mujhko bhi lete jao sath me jana hai to mujhko bhi lete jao sath me o jaha jaoge jaoge hamko nikaloge dil se sajan pachtaoge hamko nikaloge dil se sajan pachtaoge dekho kaha tha na hamne sajan pachtaaoge