SONG: Humko Duaye Do Tumhe Katil Bana Diya - हमको दुआये दो तुम्हे कातिल बना दिया

Humko Duaye Do Tumhe Katil Bana Diya - हमको दुआये दो तुम्हे कातिल बना दिया

LYRICS:
hum hai ke tumko ronke mehfil bana diya are ek ek ada ko pyar ke kabil bana diya ha khud ko tumhare husn ka bismil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya khud ko tumhare husn ka bismil bana diya khud ko tumhare husn ka bismil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya are humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya o mana ke humko aapne katil bana diya khud ko nigahe naaz ka bismil bana diya humne bhi tumko jine ke kabil bana diya are dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya humne bhi tumko jine ke kabil bana diya humne bhi tumko jine ke kabil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya are dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya phir bhi humhi ne tumko sikhaya ada ka dang najuk labo ko de diya khune jigar ka rang ha dil ko jala ke gaal pe ek til bana diya are humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya dil ko jala ke gal pe ek til bana diya dil ko jala ke gal pe ek til bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya he humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya aawara phir rahi thi liye tumko zindagi humne hi badhke julf ki zanzir dal di aanchal ki chhav daal ke manjil bana diya are dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya dekho hamare aage na itna karo garur takraoge jo humse to pachhtaoge jarur ha apni bahaduri ki to sohrat to hai dur dur daman pakad liya hai chhuta lijiye hujur achha wah wah ha ji wah wah bas muskura ke aapne bujdil bana diya bas muskura ke aapne bujdil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya humko duaaye do tumhe katil bana diya