SONG: Humko Chedta Hai Dil Kaun Jane Kya Hua - हमको छेड़ता हैं दिल कौन जाने क्या हुआ

Humko Chedta Hai Dil Kaun Jane Kya Hua - हमको छेड़ता हैं दिल कौन जाने क्या हुआ

LYRICS:
humko chhedta hai dil humko chhedta hai dil kaun jane kya hua humko chhedta hai dil kaun jane kya hua tune baat baat me kaisa jadu kar diya tune baat baat me kaisa jadu kar diya aankho me rahne lagi tasveer pyari pyari aankho me rahne lagi tasveer pyari pyari tumko hi paya maine khud pe najar jo daali tumko hi paya maine khud pe najar jo daali boli jhumkar ada koi man me aa basa boli jhumkar ada koi man me aa basa tumne jo kahna chaha wo maine jaan liya tumne jo kahna chaha wo maine jaan liya main bhi na kahne payi tumne pahchan liya main bhi na kahne payi tumne pahchan liya hum to bol na sake haal pahle pyar ka hum to bol na sake haal pahle pyar ka naino ne dil se kaha kahte hai preet ise naino ne dil se kaha kahte hai preet ise duniya se haar baithe hum to hai jeet ise duniya se haar baithe hum to hai jeet ise lo ji bhed aapka mere dil ne kah diya lo ji bhed aapka mere dil ne kah diya humko chhedta hai dil kaun jane kya hua tune baat baat me kaisa jadu kar diya