SONG: Humko Bhi Mana Hai - हमको भी माना है

Humko Bhi Mana Hai - हमको भी माना है

LYRICS:
hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai marne se darna kya ho jine ki bate kar hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai dunia ke gulshan me kate hazaro hai dunia ke gulshan me kate hazaro hai kato se bachta ja kaliyo se daman bhar hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai chahat ki raho me mana ki khatra hai chahat ki raho me mana ki khatra hai phir bhi tu chalta ja mere isharo par hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai maujo me rahne de kashti jawani ki maujo me rahne de kashti jawani ki aata nahi hamko marna kinaro par aata nahi hamko marna kinaro par hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai marne se darna kya ho jine ki bate kar hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai