SONG: Hume To Aaj Isi Baat Par Hansi Aayi

Hume To Aaj Isi Baat Par Hansi Aayi

LYRICS:
hume to aaj isi baat par hansi aayi hume to aaj isi baat par hansi aayi bhar aayi aankh to hotho pe ragini aayi bhar aayi aankh to hotho pe ragini aayi hume to aaj khushi kabayi ke jab dil bhi ho chala ruksat khushi kabayi ke jab dil bhi ho chala ruksat chirag bhujhne laga chirag bhujhne laga jab to roshni aayi hume to aaj chalo koi to mila baat puchne wala chalo koi to mila baat puchne wala zara to chain mila zara to chain mila kuch to zindgi aayi hume to aaj yeh jate jate jamane ko hum dikha dege yeh jate jate jamane ko hum dikha dege hamare jaane se hamare jaane se dunia me kya kami aayi hume to aaj isi baat par hansi aayi bhar aayi aankh to hotho pe ragini aayi bhar aayi aankh