SONG: Hume Kash Tumse Mohabbat Na Hoti - हमें काश तुम से मोहब्बत ना होती

Hume Kash Tumse Mohabbat Na Hoti - हमें काश तुम से मोहब्बत ना होती

LYRICS:
hamen kaash tumse mohabbat na hoti hamen kaash tumse mohabbat na hoti kahaani hamaari haqeeqat na hoti hamen kaash tumse mohabbat na hoti na dil tum ko dete na mazbur hote na duniya na duniya ke dastoor hote qayaamat se pahle qayaamat na hoti hamen kaash tumse mohabbat na hoti hamhi badh gaye ishq mein hadd se aage zamaane ne thokar lagaayi to jaage agar mar bhi jaate to hairat naa hoti hamen kaash tumse mohabbat na hoti tumhi phunk dete nasheman hamaare mohabbat pe ehsaan hota tumhaara zamaane se koyi shikaayat na hoti hamen kaash tumse mohabbat na hoti kahaani hamaari haqeeqat naa hoti hamen kaash tumse mohabbat na hoti