SONG: Hume Itna Bata Do - हमें इतना बता दो

Hume Itna Bata Do - हमें इतना बता दो

LYRICS:
hume itna btaa do ishq ki manjil, kaha tak hai hume itna btaa do ishq ki manjil, kaha tak hai hume itna btaa do ishq ki manjil kaha tak hai mohbbabt ka ye afsaana jami se aasma tak hai mohbbabt ka ye afsaana jami se aasma tak hai hansi jab lab pe aati hai jamana jhoom jata hai naa jaane koun aake naa jaane koun aake daaman-e-dil choom jata hai kahani kiske waado ki hamari dastan tak hai kahani kiske waado ki hamari dastan tak hai ha ha ha mohbbat ka ye afsaana jami se aasma tak hai aa aa aa aa milake aankh sharmana adaa se muskra dena hai tumhe kisne sikhaya hai tumhe kisne sikhaya hai kisi ka dil chura lena ye bijli kyon nighaon se hamare ashiyan tak hai ye bijli kyon nighaon se hamare ashiyan tak hai aa aa aa aa mohbbat ka ye afsaana jami se aasma tak hai nazar kyon milke sharmai koi raaj kya jaane samajh me kuch nahi aate o samajh me kuch nahi aate teri nazaro ke afsaane wahi tak hai ye nazara nazar jiski jaha tak hai wahi tak hai ye nazara nazar jiski jaha tak hai aa aa aa aa ha ha ha ha mohbbat ka ye afsaana jami se aasma tak hai aa aa aa aa mohbbat ka ye afsaana jami se aasma tak hai