SONG: Humdard Jo Banta Hai Garibo Ka Jamaana - हमदर्द जो बनता है गरीबों का ज़माना

Humdard Jo Banta Hai Garibo Ka Jamaana - हमदर्द जो बनता है गरीबों का ज़माना

LYRICS:
hum dard jo banta hai garibo ka zamana ye bhi hai amiro ke liye ik bahana unchi unchi dukaan fika fika pakwan biki biki amiro tumhari ye shan unchi unchi fika fika pakwan biki biki amiro tumhari ye shan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan dekhe ye jhuthe bahane tumhare mehnat hamari khazane tumhare dekhi dekhi amiro tumhari ye shan mehnat hamari khazane tumhare tumhare khazano ki hum darban tumhare khazano ki hum darban dekhi dekhi amiro tumhari ye shan unchi unchi dukaan fika fika pakwan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan unchi unchi dukaan fika fika pakwan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan dunia ki khshiya hai hissa tumhara tum kyu sunoge ji kissa hamara dunia ki khshiya hai hissa tumhara tum kyu sunoge ji kissa hamara lambi jubane bahre hai kan lambi jubane bahre hai kan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan unchi unchi dukaan fika fika pakwan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan unchi unchi dukaan fika fika pakwan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan jite raho tum jite rahe hum khidmat tumhari karte rahe hum jite raho tum jite rahe hum khidmat tumhari karte rahe hum tumhari adao pe hum kurban tumhari adao pe hum kurban dekhi dekhi amiro tumhari ye shan unchi unchi fika fika pakwan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan unchi unchi fika fika pakwan dekhi dekhi amiro tumhari ye shan