SONG: Hum Tumse Puchte Hai Sach Sach Hame Batana - हम तुमसे पूछते हैं सच सच हमें बताना

Hum Tumse Puchte Hai Sach Sach Hame Batana - हम तुमसे पूछते हैं सच सच हमें बताना

LYRICS:
hum tumse puchhte hai sach sach hume batana kya tumko aa gaya hai dil leke muskurana dil leke muskurana hum tumse puchhte hai sach sach hume batana aankho ne tumko dekha dil kyo hua nishana dil kyo hua nishana kah do ke zindagi ke kasme jawa rahenge kah do ke zindagi ke kasme jawa rahenge hogi waha mohabbat hum tum jaha rahenge hogi waha mohabbat hum tum jaha rahenge gaayengi milke najre yu meet ka tarana kya tumko aa gaya hai dil leke muskurana dil leke muskurana hum tumse puchhte hai sach sach hume batana aankho ne tumko dekha dil kyo hua nishana dil kyo hua nishana masti bhari nigahe sharma ke sir jhuka de masti bhari nigahe sharma ke sir jhuka de dil ko churane wale chupke se muskura de dil ko churane wale chupke se muskura de duniya suna rahi hai kab se yahi fasana aankho ne tumko dekha dil kyo hua nishana dil kyo hua nishana hum tumse puchhte hai sach sach hume batana kya tumko aa gaya hai dil leke muskurana dil leke muskurana