SONG: Hum Tumhare Tum Hamare - हम तुम्हारे तुम हमारे आओ करे प्यार

Hum Tumhare Tum Hamare - हम तुम्हारे तुम हमारे आओ करे प्यार

LYRICS:
hum tumhare tum humare aao kare pyar hum tumhare tum humare aao kare pyar dekho ji dekho ji ye kaisi bahar dekho ji dekho ji ye kaisi bahar hum tumhare tum humare hum tumhare tum humare aao kare pyar hum tumhare tum humare aao kare pyar gungun kare bhanwara pukar gungun kare bhanwara pukar kaliyo ne ghunghat diye hai utar kaliyo ne ghunghat diye hai utar aasha ne khole mere sapno ke dawar aasha ne khole mere sapno ke dawar hum tumhare tum humare aao kare pyar hum tumhare tum humare aao kare pyar chanda se mangege kirane udhar chanda se mangege kirane udhar sabanam se le lenge moti ka har sabanam se le lenge moti ka har sajan ko dhundhenge kar ke singar sajan ko han han sajan ko sajan ko dhundhenge kar ke singar hum tumhare tum humare aao kare pyar hum tumhare tum humare aao kare pyar dekho ji dekho ji ye kaisi bahar dekho ji dekho ji ye kaisi bahar hum tumhare tum humare hum tumhare tum humare aao kare pyar hum tumhare tum humare aao kare pyar