SONG: Hum Tum Mile Yun Pyar Mein (Female)

Hum Tum Mile Yun Pyar Mein (Female)

LYRICS:
hum tum mile yun pyaar mein mitne lagi tanhaaiyaan hum tum mile yun pyaar mein mitne lagi tanhaaiyaan ab hai nahin kuch faasle ab hai nahin kuch faasle bas pyaar hi hai darmiyaan hum tum mile yun pyaar mein mitne lagi tanhaaiyaan kismat mein hi tha tumse milna pyaar bana pyaara bahaana o, mohabbat nigaahon mein palne lagi tujhe zingdi khke bulane lagi meri priya,meri priya,o meri priya hum tum mile yun pyaar mein mitne lagi tanhaaiyaan duniya rhegi jb tk ye hamdam yun hi rhenge tere sada ham ho mohabbat duaayen karne lagi saato janam ye maangne lagi tujhe priya,meri priya,ho meri priya hum tum mile yun pyaar mein mitne lagi tanhaaiyaan ab hai nhi kuch faasle,ab hai nhi kuch faasle bs pyaar hi hai darmiya hum tum mile yun pyaar mein mitne lagi tanhaaiyaan ab hai nhi kuch faasle,ab hai nhi kuch faasle bs pyaar hi hai darmiya