SONG: Hum To Tere Dil Ke Bangle Me Aana Mangta - हम तों तेरे दिल के बंगले में आना मांगता

Hum To Tere Dil Ke Bangle Me Aana Mangta - हम तों तेरे दिल के बंगले में आना मांगता

LYRICS:
ham to tere dil ke bangle me aana mangta ham to tere dil ke bangle me aana mangta aana fir aake nahi jana mangta ham to tere dil ke bangle me aana mangta ham to tum jaise se picha hi chudana maangta ham to tum jaise se picha hi chudana maangta ham to jana maangta ham to jana maangta ham to tere dil ke bangale me aana maangta ham to tere dil ke bangale me aana maangta akeli mujhko dekh ke karo na miyau miyau akeli mujhko dekh ke karo na miyau miyau mere dil ka chuha naach raha hai kaise ise samjhau samjhau mere dil ka chuha naach raha hai kaise ise samjhau samjhau palat palat are palat bolo ji bolo ji bolo kaun ye lugai hai bolo ji bolo ji bolo kaun ye lugai hai aage aage mai bhaga ye piche piche aayi hai aage aage mai bhaga ye piche piche aayi hai dekho ji prem ki chitti isne mujhe bijhwai hai dekho ji prem ki chitti isne mujhe bijhwai hai apne maike ko ham abhi abhi jana maangta apne maike ko ham abhi abhi jana maangta jana fir jake nahi aana maangta mera joru mere bangale se jana maangta mera joru mere bangale se jana maangta jana fir jake nahi aana maangta ab ham tere dil ke bangale me aana maangta ab ham tere dil ke bangale me aana maangta sun ri sakhi sun ri mayke agar tu jayegi pachtayegi sun ri sakhi mayke agar tu jayegi pachtayegi iske dil me cham cham karti aur koi aa jayegi iske dil me cham cham karti aur koi aa jayegi jane kis kis se ye nain ladana maangta jane kis kis se ye nain ladana maangta ladana maangta o janewali theher jara mujhe tale ki chabi deti ja o janewali theher jara mujhe tale ki chabi deti ja mohabbat ka tarana dekhne wale bhaiyo ghar me ho jab ek to fir dusri mat laiyo dusri mat laiyo varna varna tumko bhi aisi saja dilwana maangta varna tumko bhi aisi saja dilwana maangta namaste ji manaste ab ham jana maangta namaste ji manaste ab ham jana maangta jana fir jake nahi aana maangta