SONG: Hum To Lut Gaye Mohabbat Me Haay Rama, Rahe Gaya Dekhta Surat Ko Teri Tera Khuda - हम तो लुट गये मोहब्बत में हाय रामा, रह गया देखता सूरत को तेरी तेरा खुदा

Hum To Lut Gaye Mohabbat Me Haay Rama, Rahe Gaya Dekhta Surat Ko Teri Tera Khuda - हम तो लुट गये मोहब्बत में हाय रामा, रह गया देखता सूरत को तेरी तेरा खुदा

LYRICS:
aaj ki rat hai chayi hui rangin fiza aise hi waqt me hoti hai mohabbat ki khata humne dekhne baithe the ki parda utha unpe padte hi najar dil ne ye kaha kya hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rah gaya dekhta surat ko teri tera khuda jo bhi pahucha teri mahfil me khuda ko bhul gaya rah gaya dekhta surat ko teri tera khuda jo bhi pahucha teri mahfil khuda ko bhul gaya tere kuje me jo aaya wo kahi ka na raha teri mahfil se jo nikla yahi kahta nikla hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye hum wafa dhundhne nikle na mili hamko wafa kya sunaye kya tamasha hua armano ka hum wafa dhundhne nikle na mili hamko wafa kya sunaye kya tamasha hua armano ka koi raste me luta or koi manjil pe luta lutte lutte barbad dil ne kaha hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rat aate hi sitaro se falak sajne laga mahfile ishq jami dard ka afsana chida rat aate hi sitaro se falak sajne laga mahfile ishq jami dard ka afsana chida chand ruksat ke liye jab bhari mahfil se utha tham ke dil ko machalte hue taro ne kaha hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye dil ke shishe ko chale tod ke bedard piya rang mehandi ka jo hatho pe tha wo khun bana dil ke shishe ko chale tod ke bedard piya rang mehandi ka jo hatho pe tha wo khun bana ek dulhan jo khamosh khamosh rahi chand kaliyo ko phul ne kaha hum to lut gaye mohabbaat me haye rama haye rama haye rama haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye rama hum to lut gaye mohabbaat me haye