SONG: Hum To Barbaad Huye - हम तो बर्बाद हुए, अब कोई आबाद रहे

Hum To Barbaad Huye - हम तो बर्बाद हुए, अब कोई आबाद रहे

LYRICS:
hum to barbad hue, ab koi aabad rahe hum to barbad hue, ab koi aabad rahe aashiya tut gaya, khush mera saiyad rahe aashiya tut gaya, khush mera saiyad rahe jo jalata hai kisi ko, wo bhi jalta hai jarur jo jalata hai kisi ko, wo bhi jalta hai jarur aag parwane ki kahti hai, shama yaad rahe aag parwane ki kahti hai, shama yaad rahe hum sitam sahne ko aaye hai, sitam sah lenge hum sitam sahne ko aaye hai, sitam sah lenge unse kah do ke na baki koi, bedad rahe unse kah do ke na baki koi, bedad rahe hum to darte hai mukaddar, tere ahsano se hum to darte hai mukaddar, tere ahsano se lakh nashad hai is gham se to, aazad rahe lakh nashad hai is gham se to, aazad rahe hum to barbad hue