SONG: Hum Teeno Ki Woh Yari Do Lakho Pe Hai Bhari - हम तीनो की वो यारी दो लाखो पे है भारी

Hum Teeno Ki Woh Yari Do Lakho Pe Hai Bhari - हम तीनो की वो यारी दो लाखो पे है भारी

LYRICS:
hum tino ki wo yari do lakho pe hai bhari jan le duniya ye sari hota hai kya yarana ye jane wo diwana jisne sikha yaar ki khatir hanste hanste mar jana hota hai kya yarana ye jane wo diwana jisne sikha yaar ki khatir hanste hanste mar jana kabhi na kabhi to gardish me sabke sitare aate hai yaar wo sache hote hai jo aise me sath nibhate hai hum bhi sath nibhayenge yari me lut jayenge yaro pe mit jayenge hota hai kya yarana ye jane wo diwana jisne sikha yaar ki khatir hanste hanste mar jana aur sabhi hai khun ke rishte yari dilo ka rishta hota hai jo ye rishta samjh gaya wo insan pharishta hai dil walo ka nara hai matwalo ka ishara hai yaar jaan se pyara hai hota hai kya yarana ye jane wo diwana jisne sikha yaar ki khatir hanste hanste mar jana jiski niyat achi ho usi ko sache yaar mile warna to is duniya ke gulshan me khair hi khair mile bandhu apna to ye kahna hai hardam milke rahna hai har gam milke sahna hai hota hai kya yarana ye jane wo diwana jisne sikha yaar ki khatir hanste hanste mar jana hum tino ki wo yari do lakho pe hai bhari jan le duniya ye sari hota hai kya yarana ye jane wo diwana jisne sikha yaar ki khatir hanste hanste mar jana