SONG: Hum Se Bhool Ho Gaye Humka Maafi Dai Do - हमसे भूल हो गई हमका माफ़ी दई दो

Hum Se Bhool Ho Gaye Humka Maafi Dai Do - हमसे भूल हो गई हमका माफ़ी दई दो

LYRICS:
acha kaho chahe bura kaho jhutha kaho chahe sacha kaho acha kaho bura kaho jhutha kaho sacha kaho hamko sab kabul hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do hanji bhul ho gayi hamka mafi dai do acha kaho chahe bura kaho jhutha kaho chahe sacha kaho hamko sab kabul, hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do hanji bhul ho gayi hamka mafi dai do kuch karlo nahi manu tum kaya ho mai janu mai surat na daikhu mai dil ko pahchanu aise ho waise ho kaise kahu kaise ho aisa hu kaisa hu jaisa kaho waisa hu hath pe dalo dhul, hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do mai kisse darta hu dekho kya karta lo fansi laga ke mai tumpe marta hu khana nahi peena nahi tum bin jeena nahi jeena nahi jeena nahi tum bin jeena nahi jeena nahi haye jeena nahi, jeena nahi haye jeena nahi khilona jaan kar tum to mera dil todai jate ho gali hamne kahi thi tum to dunia chhod jate nahi-nahi rona nahi aisa kabhi hona nahi aisa kabhi hona nahi rona nahi rona nahi marna hai fijul, hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do mosam hai mastana aise me mat jaana mere piche mat aana, mere piche mat aana jana hai to chali jao nakhre na dikhlao chali jao are re, are re aise mat ruth jao acha nahi jati aao ham do banke phul, hamse bhul ho gayi hamka mafi dai do hanji bhul ho gayi hamka mafi dai do hamka mafi dai do nahi nahi, han han mafi dai do, dai di haan hamka mafi dai do, kaha na dai di