SONG: Hum Ramchandra Ki Chandrakala Me Bhi Kalank Dhiklaate Hai - हम रामचंद्र की चन्द्रकला में भी कलंक दिखलाते है

Hum Ramchandra Ki Chandrakala Me Bhi Kalank Dhiklaate Hai - हम रामचंद्र की चन्द्रकला में भी कलंक दिखलाते है

LYRICS:
hum ramchandra ki chandra kal me bhi kalank dikhlate hai nari ke aasuo se likhi ramayan tumhe sunate hai in taro se angaro ki jhankar nayi sunwate hai ye shlok nahi hai atyacharo ke agni preet hum gate hai bharat ki sitao ke dukhde jab tak honge chur nahi he ram he ram tumhari ramayan tab tak hogi sampuran nahi sampuran nahi bharat ki sitao ke dukhde jab purush parikshaye lega nari me dosh nikalega sati par vishwas nahi karte pati unhe agni me dalega nari par lanchan ki jwala ki lapte hongi puran nahi he ram he ram tumhari ramayan tab tak hogi sampuran nahi sampuran nahi bharat ki sitao ke dukhde jab ram raj ke nirmata dhobi ki bat me aayenge jab ram raj ke nirmata dhobi ki bat me aayenge bharat bhavishya ki mata ko dhokhe se ban me thukrayenge kavi valmiki tab likhne valmiki kavi ke likhne ka paripurna nahi hai he ram he ram tumhari ramayan tab tak hogi sampuran nahi sampuran nahi bharat ki sitao ke dukhde jab tak honge chur nahi he ram he ram tumhari ramayan tab tak hogi sampuran nahi sampuran nahi bharat ki sitao ke dukhde purusho ki niti aniti bani chalti hai nari ke pawan jiwan ko chalti hai shoshan ki sabhayta ki sandha dhalti hai jab swayam jwala me jagdambe jalti hai jwala me jagdambe jalti hai jagdambe jalti hai