SONG: Hum Pyar Ka Sauda Karte Hain Ek Baar (Sad) - हम प्यार का सौदा करते हैं एक बार

Hum Pyar Ka Sauda Karte Hain Ek Baar (Sad) - हम प्यार का सौदा करते हैं एक बार

LYRICS:
shikwa hai tujhse pyar ka e malike jahan kyo laye unch nich ki diwar darmiyan kya mujhko haq nahi hai mohabbat ka pyar ka kuch to jawab de mere dil ki pukar ka deta nahi jawab to humse jawab le dil se na pyar jayega chahe chita jale hum pyar ka sauda karte hain ek baar hum pyar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye hum pyar ka sauda karte hain ek baar