SONG: Hum Pyar Ka Sauda Karte Hain Ek Baar - हम प्यार का सौदा करते हैं एक बार

Hum Pyar Ka Sauda Karte Hain Ek Baar - हम प्यार का सौदा करते हैं एक बार

LYRICS:
ham pyaar ka sauda karte hain ek baar ham pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye ham pyaar ka sauda karte hain ek baar ishq tera aag hai to isme jalte jaayenge maut ho ya zindagi ham saath chalte jaayenge ham vo nahi hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaaye ham pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye ham pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe badle aasman aur chaahe badle ye zamin aankh nichi ho vafa ki aisa ho sakta nahi ham tufan me daal ke kashti dub ke paar utar jaaye ham pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye ham pyaar ka sauda karte hain ek baar ham pyaar ka sauda karte hain ek baar