SONG: Hum Punjabi Hum Bengali, Hum Hai Maratha Hum Madrasi - हम पंजाबी हम बंगाली हम हैं मराठा हम मद्रासी

Hum Punjabi Hum Bengali, Hum Hai Maratha Hum Madrasi - हम पंजाबी हम बंगाली हम हैं मराठा हम मद्रासी

LYRICS:
hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi baad me kuch aur magar hum pahle hai bharatwasi hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi dudh ki taqat rakhnewala ye punjab ka pani hai bhagat singh ke yaha heer aur ranjhe ki kahani hai bharat ka hai rup yahi bharat ki yahi jawani hai bharat ka hai rup yahi bharat ki yahi jawani hai hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi maut gulami se behtar netaji ne maut hi chuni hai maut gulami se behtar netaji ne maut hi chuni hai ye tagore ki kavita jisko duniya sunkar jhumi hai ye buniyad aazad hind ki ye bengal ki bhumi hai ye buniyad aazad hind ki ye bengal ki bhumi hai hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi ye maharashat ki pawan seema sapna veer shivaji ka o sapna veer shivaji ka hum sabne sikha hai jisse pahla sabak aazadi ka o pahla sabak aazadi ka yahi desh ka tilak yahi hai bharat mata ka tika yahi desh ka tilak yahi hai bharat mata ka tika hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi nirat aur sangeet se jo sansar ke man ko harti hai har ghar ek kala ka mandir ye sakhan ki dharti hai yahi hai bharat ki jal sena jisse duniya darti hai yahi hai bharat ki jal sena jisse duniya darti hai hum aasami hum hai udiya hum gujrati rajasthani baad me kuch aur magar hum pahle hai bharatwasi hum punjabi hum bengali hum hai maratha hum madrasi ek phul ke liye chaman ko nahi ujada jayega ek phul ke liye chaman ko nahi ujada jayega ek daal ke liye ped ko nahi ukhada jayega ek daal ke liye ped ko nahi ukhada jayega dushman ko aa hi gaya to milke pachhada jayega milke pachhada jayega o milke pachhada jayega ha milke pachhada jayega