SONG: Hum Pe Daya Rakhna He Data - हमपे दया रखना हें दाता

Hum Pe Daya Rakhna He Data - हमपे दया रखना हें दाता

LYRICS:
hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna or kisi se aas kare kya or kisi se aas kare kya jag jutha nata he data jag jutha nata he daata hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna tum na hote jag na hota bikhre moti kon pirota jiw bechara tum bin jaise jiw bechara tum bin jaise baalak bin mata he data baalak bin mata he daata hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna suraj me ye chamak na hoti chand me shital megh na ghirte jal na barasta megh na ghirte jal na barasta beej na ug pata he data beej na ug pata he daata hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna tum parbhu ek dasan ki sunlo choti si ek vinti siwa tumhare kisi ke aage siwa tumhare kisi ke aage jhuke na ye matha he data jhuke na ye matha he daata hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna hampe daya rakhna he data hampe daya rakhna