SONG: Hum Na Kehte The Hasino Ka Payam - हम ना कहते थे हसीनो का पयाम

Hum Na Kehte The Hasino Ka Payam - हम ना कहते थे हसीनो का पयाम

LYRICS:
hai jo takdir me sahil to milega sahil chhod do aaj se pina kahi tufano me aap nikalte hai to khil jate hai pathar par bhi lout aati hai bahare kabhi virano me kissa e ahle jafa ahle wafa chal jaye husn aur ishk ki mahfil me jara jal jaye o aap khud apni hakikat ko nahi jante hai aayina samne rakhiye to pata chal jaye zindgi hai to haseeno ka salam aayega zindgi hai to haseeno ka salam aayega pyase hotho ki taraf koi to jam aayega pyase hotho ki taraf koi to jam aayega zindgi hai to haseeno ka salam aayega zindgi hai to haseeno ka salam aayega aap kya hai jo haseeno ka salam aayega aap kya hai jo haseeno ka salam aayega hosh ud jayenge jab rakt me jam aayega hosh ud jayenge jab rakt me jam aayega khwabe gaflat pe jaga jayega to acha hoga hum hai kya humko bata jaye to acha hoga khwabe gaflat pe jaga jayega to acha hoga hum hai kya humko bata jaye to acha hoga hum fakiro ke liye aap hi aayina hai aap hi samne aa jaye to acha hoga hum fakiro ke liye aap hi aayina hai aap hi samne aa jaye to acha hoga aap jo kuch bhi kahenge hume hoga manzur aap jo kuch bhi kahenge hume hoga manzur husan ka aayina ab ishq ke kam aayega husan ka aayina ab ishq ke kam aayega zindgi hai to haseeno ka salam aayega husan ke waste mit mit ke sawarna hoga gul ki hajat hai to kato se guzarna hoga husan ke waste mit mit ke sawarna hoga gul ki hajat hai to kato se guzarna hoga apko rasme wafa kya hai ye malum nahi reh ke tufan ki mojo me ubharna hoga apko rasme wafa kya hai ye malum nahi reh ke tufan ki mojo me ubharna hoga ishq jab aag ke dariya se guzar jayega ishq jab aag ke dariya se guzar jayega tab kahi ja ke mohabat ka mukam aayega tab kahi ja ke mohabat ka mukam aayega aap kya hai jo haseeno ka salam aayga dard ki raah me hum barsenge pathar bankar gam ke sine me utar jayenge khanjar bankar dard ki raah me hum barsenge pathar bankar gam ke sine me utar jayenge khanjar bankar hum tere nam se usko bhi laga lenge gale mout aa jayegi jab apna mukadar bankar hum tere nam se usko bhi laga lenge gale mout aa jayegi jab apna mukadar bankar hosla ye hai to mil jayenge ye hath abhi husan se ishq ki hona hai mulakat abhi hosla ye hai to mil jayenge ye hath abhi husan se ishq ki hona hai mulakat abhi hai jo bigdi hui ban jayegi vo bat abhi parda uth jayega tutenge hijabat abhi hai jo bigdi hui ban jayegi vo bat abhi parda uth jayega tutnge hijabat abhi dil mile hai to mohobat ka payam aayega dil mile hai to mohobat ka payam aayega