SONG: Hum Mohabbat Me Jane Kya Kar Jate - हम मोहब्बत में जाने क्या कर जाते

Hum Mohabbat Me Jane Kya Kar Jate - हम मोहब्बत में जाने क्या कर जाते

LYRICS:
hum mohabbat me jane kya kar jate hum mohabbat me jane kya kar jate tumne rok liya tumne tumne rok liya re warna ho warna hum mar jate hum mohabbat me jane kya kar jate tumne rok liya tumne rok liya re warna hum mar jate hum mohabbat me jane kya kar jate hum ko das leti yahi tanhaiya hum ko das leti yahi tanhaiya aapki hoti badi ruswaiya rat din karti paresha aapko ek ghayal ru ki parchaiya parchaiya rat ko sapno me bhi rat ko sapno me bhi tum dar jate hum mohabbat me jane kya kar jate hum kaha inkar karte hai suno hum kaha inkar karte hai suno ha sare bazar karte hai suno tum nigaho ki juba samjhe nahi tumse kitna pyar karte hai suno kuch tumhe ho jata ho jata kuch tumhe ho jata kuch tumhe ho jata to to hum mar jate hum mohabbat me jane kya kar jate hum mohabbat me jane kya kar jate tumne rok liya re warna hum mar jate hum mohabbat me jane kya kar jate