SONG: Hum Kya Bataye Tumse Kyo Door Ho Gaye Hai - हम क्या बताये तुमसे क्यों दूर हो गया है

Hum Kya Bataye Tumse Kyo Door Ho Gaye Hai - हम क्या बताये तुमसे क्यों दूर हो गया है

LYRICS:
ham kya bataye tumse ham kya bataye tumse kyu dur ho gaye hai kyu dur ho gaye hai kismat se tang aakar kismat se tang aakar majbur ho gaye hai majbur ho gaye hai sach baat hai ke jisne milne ki aas todi sach baat hai ke jisne milne ki aas todi duniya hamare dil ki barbad karke chodi duniya hamare dil ki barbad karke chodi tum ye samajh na lena tum ye samajh na lena majbur ho gaye hai majbur ho gaye hai fariyad kar rahi ujdi hui mohabbat fariyad kar rahi ujdi hui mohabbat ham tum gam ke mare dono ki hai ye halat ham tum gam ke mare dono ki hai ye halat aankhe taras gayi hai aankhe taras gayi hai dil chur ho gaye hai majbur ho gaye hai ham kya bataye tumse kyu dur ho gaye hai kyu dur ho gaye hai