SONG: Hum Kochvan Pyare - हम कोचवान हम कोचवान

Hum Kochvan Pyare - हम कोचवान हम कोचवान

LYRICS:
hum kochvan hum kochvan hum kochvan pyare hai duniya bhar ke log hamari aankho ke taare ham kochvan sari duniya ki hansi khushi sare sansar ka gam le jaye utha kar ham ham kochvan koi pyar kare ya waar kare ham mast sada rahte aur munh se yahi kahte auro se hame kya lena dena ham sab se nyare ham kochvan jab chand se sudha barsati hai aur sari duniya hansti hai jab bichhade do dil milne par har ujadi basti basati hai jab premi prem ki masti bhari mastani taan udate hai ham inko udhar le jate hai ham unko idhar le aate hai chalni hamari tik-tik-tik-tik kar ke gaadi sab ke sahare ham kochvan