SONG: Hum Kisko Sunaye Haal - हम किसको सुनायें हाल, ये दुनिया पैसे की

Hum Kisko Sunaye Haal - हम किसको सुनायें हाल, ये दुनिया पैसे की

LYRICS:
hum kisko sunaye haal, ye dunia paise ki ye dunia paise ki nahi pas hamare mal, ye dunia paise ki ye dunia paise ki kal hamare pas bhi bangla thi motar car thi aaj hai sarnarthi hum, aaj hai sarnarthi tu sun na koi hal, ye dunia paise ki ye dunia paise ki hum kisko sunaye hal, ye dunia paise ki ye dunia paise ki kuch to dunia ke malik, kar garibo ka khyal bhej halwa bhej puri, bhej roti bhej dal sab sab gaye kangal, ye dunia paise ki ye dunia paise ki, ye dunia paise ki hum kisko sunaye haal, ye dunia paise ki ye dunia paise ki bhej halwa bhej puri, bhej roti bhej dal bhej halwa bhej puri, bhej roti bhej dal