SONG: Hum Kisko Kahe Apna Duniya Hi Begani Hai - हम किसको कहे अपना

Hum Kisko Kahe Apna Duniya Hi Begani Hai - हम किसको कहे अपना

LYRICS:
hum kisko kahe apna haan hum kisko kahe apna duniyaa hi begaani hai taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai hum kisko kahe apna haan hum kisko kahe apna duniyaa hi begaani hai taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai aakhir jo badal jana tha pahke hi bata dete aakhir jo badal jana tha pahke hi bata dete armaan bhare dil ko hum aag laga dete armaan bhare dil ko hum aag laga dete ye dard ki duniyaa hai ye dard ki duniyaa hai ye gum ki kahaani hai taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai roti hui aankon mein tasveer tumhaari hai tasveer tumhaari hai roti hui aankon mein tasveer tumhaari hai tasveer tumhaari hai ab tere hi haatho mein taqdeer humaari hai ab tere hi haatho mein taqdeer humaari hai ashko ki rawaani bhi ek teri nisaani hai taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai hum kisko kahe apna haan hum kisko kahe apna duniyaa hi begaani hai taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai