SONG: Hum Kisi Se Na Kahenge Chup Chup Se Rahenge - हम किसी से ना कहेंगे चुप चुप से रहेंगे

Hum Kisi Se Na Kahenge Chup Chup Se Rahenge - हम किसी से ना कहेंगे चुप चुप से रहेंगे

LYRICS:
hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge jara hamko bata do ye bat kya hai nichi nichi ye nigahe thandi thandi aahe chori chori tumhari mulakat kya hai hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge jara hamko bata do ye bat kya hai abhi abhi to inhe sath liye baithe the hath me hath me koi bat liye baithe the dekha hame to chehre ki rangat badal gayi arman ke jale pe churi kaise chal gayi jara hamko bata do ye bat kya hai tum kahe ghabraye hamko samjh na aaye hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge jara hamko bat ado ye bat kya hai jara hamko bata do ye bat kya hai ye husn or ye andaz haye kya kahna gazab hai aapka is bholepan se chup rahna is sadgi pe aapki kurban jayiye ruthe hai kis khata pe jara man jayiye kya hai raz wo haye jo ho dil me chupaye jara hamko bata do ye bat kya hai tum kahe ghabraye hamko samjh na aaye hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge jara hamko bata do ye bat kya hai jara hamko bata do ye bat kya hai kaha chale ho inhe bhi to sath le jao khata hamari hai inko magar na satao lo hum tumhari rah me aate nahi abhi lekin hame bhi yad to karna kabhi kabhi aji jate ho to jao hame gale se lagao jara hamko batado ye bat kya hai nichi nichi ye nigahe thandi thandi aahe chori chori tumhari mulakat kya hai hum kisi se na kahenge chup chup se rahenge jara hamko batado ye bat kya hai jara hamko batado ye bat kya hai