SONG: Hum Kam Sabhi Kar Nahi Sakta - हम काम सभी कर नहीं सकता

Hum Kam Sabhi Kar Nahi Sakta - हम काम सभी कर नहीं सकता

LYRICS:
hum kaam sabhi kar nahi sakta fata fat fata fat tu kahe to hum mar nahi sakta jhata pat jhat pat but o baby ke pappa mujhe apna bana le apna bana le mujhe gale se laga le o baby ke pappa mujhe apna bana le tere liye maine sab ghar baar chhoda mummy o daddy ka maine pyar chhoda tere liye maine sab ghar baar chhoda mummy o daddy ka maine pyar chhoda de de tu sahara to rahu na kuwara de de tu sahara to rahu na kuwara firu na mara mara mara mara mai uth ke baith nahi sakta mai fata fat fata fat mai uth ke baith nahi sakta but o baby ke pappa mujhe apna bana le apna banele mujhe gale se laga le o baby ke pappa mujhe apna bana le naam hai glad par hum bada sad hai teri ye na na very very bad hai nam hai glad par hum bada sad hai teri ye na na very very bad hai ye na na chhodo kabhi to ha bolo ye na na chhodo kabhi to ha bolo meri kismat ka tala kholo kholo meri kismat ka tala kholo kholo tu chahe to mai has nahi sakta tu chahe to mai ga nahi sakta but o baby ke pappa mujhe apna bana le apna banele mujhe gale se laga le o baby ke pappa mujhe apna bana le