SONG: Hum Jo Zinda Hai Toh - हम जो जिन्दा है तो

Hum Jo Zinda Hai Toh - हम जो जिन्दा है तो

LYRICS:
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai ye bata de koi duniya mai hmara kya hai ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai ye bata de koi duniya mai hmara kya hai ham jo jinda hai to isse bedard jamane teri friyaad kare aah uthti hai to sine mai dwa lete hai aa bhi jate hai aakho mai mslne aasu kabhi aanchal kabhi palako mein chhupa lete hai ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai ye bata de koi duniya mai hmara kya hai ham jo jinda hai to naam sunate huye aai hai khushi ka lekin isko malum hai kya tej khushi hoti hai ek na ek tir koi bath ke laga deta hai jab jara dil ke karap mein kami hoti hai ham jo jinda hai to jindagi ye hai to mout kise kahate hai hum se majbur jamane mein koi kya hoga kya ye ghanghor andhere kabhi chhat jayenge kaya kabhi apni bhi duniyan mein ujala hoga ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai ye bata de koi duniya mai hmara kya hai ham jo jinda hai to