SONG: Hum Jahan Hai Wo Makam Husn Hai Ishq Hai - हम जहाँ है वो मकाम हुस्न और इश्क है

Hum Jahan Hai Wo Makam Husn Hai Ishq Hai - हम जहाँ है वो मकाम हुस्न और इश्क है

LYRICS:
hum jaha hai vo makam husn or ishq hai hum jaha hai vo makam husn or ishq hai is zindagi ka naam is zindagi ka naam husan or ishq hai hum jaha hai vo makam husan or ishq hai hum jaha hai jane bahara tum ho jane chaman ho jane bahara tum ho jane chaman ho tum subha zindagi ki paheli kiran ho tum subha zindagi ki paheli kiran ho is roshani ka naam is roshani ka naam husn or ishq hai hum jaha hai vo makam husn or ishq hai hum jaha hai dil ka fasana aaya jabse juba par dil ka fasana aaya jabse juba par hum tum hai chhaye hue dono jaha par hum tum hai chhaye hue dono jaha par is dilkashi ki naam is dilkashi ki naam husn or ishq hai hum jaha hai vo makam husn or ishq hai hum jaha hai vo makam husn or ishq hai is zindagi ka naam is zindagi ka naam husn or ishq hai hum jaha hai vo makam husn or ishq hai hum jaha hai