SONG: Hum Jaan Gaye Sarkar, Tum Lakh Karo Inkaar - हम जान गए सरकार, तुम लाख करों इंकार

Hum Jaan Gaye Sarkar, Tum Lakh Karo Inkaar - हम जान गए सरकार, तुम लाख करों इंकार

LYRICS:
hum jaan gaye sarkar, tum lakh karo inkaar hum jaan gaye sarkar, tum lakh karo inkaar chehre se pasina pochiye, ho gaya hai tumko pyar ho ho hum jaan gaye sarkar, tum lakh karo inkaar chehre se pasina pochiye, ho gaya hai tumko pyar ho ho hum jaan gaye sarkar kyu husn ki dekh ke chaal, ho jaate ho behaal aankhe bhi tumhari lal, kiya kisne jadu daal ha humse to kaho kuch haal, ha kyo bikhre hai ye baal tum lakh bano hoshiyar, karti hai nazar iqraar tum lakh bano hoshiyar, karti hai nazar iqraar chehre se pasina pochiye, ho gaya hai tumko pyar ho ho hum jaan gaye sarkar hai rang bhari ye sham, baadal ka chalkta jaam bijli bhi karti salam, mausam deta hai paiyaam ha is dil ko yu na thaam, ha kahi pyar na ho badnaam kish waqt ho aankhe char, chadta ha thanda bukhar kish waqt ho aankhe char, chadta ha thanda bukhar chehre se pasina pochiye, ho gaya hai tumko pyar ho ho hum jaan gaye sarkar main nadiya tum tofaan, main dil hu tum armaan tum bansi aur main taan, duniya bhi aaj jawaan ha aankhon ka ishara jaan, ha mere sharmile mehmaan lo aanchal ki patwar, ban jao khewanhar lo aanchal ki patwar, ban jao khewanhar chehre se pasina pochiye, ho gaya hai tumko pyar ho ho hum jaan gaye sarkar, tum lakh karo inkaar chehre se pasina pochiye, ho gaya hai tumko pyar