SONG: Hum Garibo Ka Bhi Pura Kabhi Arman - हम ग़रीबों का भी हम ग़रीबों का भी

Hum Garibo Ka Bhi Pura Kabhi Arman - हम ग़रीबों का भी हम ग़रीबों का भी

LYRICS:
hum garibo ka bhi hum garibo ka bhi pura kabhi arman kar de hum garibo ka bhi pura kabhi arman ha kar de apni rahmat ka jara hum pe bhi ehsan kar de apni rahmat ka jara hum pe bhi ehsan kar de wo salamat rahe wo salamat rahe phule phale pariwan chathe wo salamat rahe phule phale pariwan chathe uske hatho pe meri lash ka saman kar de uske hatho pe meri lash ka saman kar de hum garibo ka bhi pura kabhi arman kar de maut ko kaam se matlab hai use naam se kya maut ko kaam se matlab hai use naam se kya jism uska rahe jism uska rahe kurban meri ja kar de hum garibo ka bhi pura kabhi arman kar de