SONG: Hum Duniya Me Aazad Rahenge - हम दुनिया में आज़ाद रहेंगे

Hum Duniya Me Aazad Rahenge - हम दुनिया में आज़ाद रहेंगे

LYRICS:
hum duniya me aazad rahenge hum duniya me aazad rahenge ya ladkar mar jaayenge dushman ki taaqat se darkar dushman ki taaqat se darkar dushman ki taaqat se darkar sar kabhi naa jhukaayenge hum duniya me aazad rahenge aazaadi ka naara hai ye saamne gaddaro ke aazaadi ka naara hai ye saamne gaddaro ke roke se hum ruk nahi sakte dushman ki talwaaro se roke se hum ruk nahi sakte dushman ki talwaaro se tufaano se takkar lenge tufaano se takkar lenge aage badhte jaayenge hum duniya me aazad rahenge jaalim ko apni himmat se nicha aaj dikhaana hai jaalim ko apni himmat se nicha aaj dikhaana hai julmo sitam ki deewaaro se apna sar takaraana hai julmo sitam ki deewaaro se apna sar takaraana hai apne haatho me hum apni apne haatho me hum apni bigadi aaj banaayenge hum duniya me aazad rahenge aazadi ki kimat ho agar jaan khushi se de dena aazadi ki kimat ho agar jaan khushi se de dena sone ke angaare agar ho saath gulaami na lena sone ke angaare agar ho saath gulaami na lena aane waali duniya ko aane waali duniya ko aise jeena sikhalaayenge hum duniya me aazad rahenge chaahe jamaana saath na de apni manjil par jaayenge raste ki har mushkil ko ab khaatir me naa laayenge raste ki har mushkil ko ab khaatir me naa laayenge jinda rahane ki khatir ab jinda rahane ki khatir ab maut se hum takaraayenge hum duniya me aazad rahenge hum duniya me aazad rahenge ya ladkar mar jaayenge dushman ki taaqat se darkar sar kabhi naa jhukaayenge hum duniya me aazad rahenge