SONG: Hum Dono Jaha Apne Ulfat Me Luta Baithe - हम दोनों जहां अपने उल्फ़त में लुटा बैठे

Hum Dono Jaha Apne Ulfat Me Luta Baithe - हम दोनों जहां अपने उल्फ़त में लुटा बैठे

LYRICS:
hum dono jahan apne ulfat me luta baithe hum dono jahan apne ulfat me luta baithe manzil ko bhi kho baithe sathi bhi ganwa baithe bas ye hai kusur apna bas ye hai khata apni bas ye hai kusur apna bas ye hai khata apni bas ye hai khata apni ek geet mohabbat ka hum bhul ke ga baithe hum dono jahan apne ulfat me luta baithe jo dil ka sahara the wo tod gaye dil ko jo dil ka sahara the wo tod gaye dil ko wo tod gaye dil ko jo aankh me baste the wo aankhe chura baithe hum dono jahan apne ulfat me luta baithe roti hai tamannaye aur hansti hai barbadi roti hai tamannaye aur hansti hai barbadi mat puchho kahan tak hum khud ko hai mita baithe hum dono jahan apne ulfat me luta baithe