SONG: Hum Dil Ki Kahani Kya Kahte - हम दिल की कहानी क्या कहते

Hum Dil Ki Kahani Kya Kahte - हम दिल की कहानी क्या कहते

LYRICS:
hum dil ki kahani kya kehte kuch keh na sake kuch keh bhi gaye keh bhi gaye bechain hazaro aasu the bechain hazaro aasu the kuch beh na sake kuch beh bhi gaye beh bhi gaye kya jane ummido ki kashti lahro ki kahani kya hogi chashmo ka dehna ye duba chashmo ka dehna ye duba dariya ki rawani kya hogi haye kya hogi arman to lakho dil me the arman to lakho dil me the kuch rah na sake kuch reh bhi gaye reh bhi gaye hum dil ki kahani kya kehte kuch keh na sake kuch keh bhi gaye keh bhi gaye jin par ke bharosa tha jag me wah sare sahare tut gaye ummid ki rate bit gayi ummid ki rate bit gayi kismat ke sitare tut gaye haye tut gaye najro se jo usne war kare kuch sah na sake kuch sah bhi gaye sah bhi gaye hum dil ki kahani kya kehte kuch keh na sake kuch keh bhi gaye keh bhi gaye