SONG: Hum Dil Ka Kanwal Denge Jisko Hoga Koi - हम दिल का कवल देंगे जिसको होगा कोई

Hum Dil Ka Kanwal Denge Jisko Hoga Koi - हम दिल का कवल देंगे जिसको होगा कोई

LYRICS:
hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me sagar me kahi jo ek moti jaise chanda ek sitaro me hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me ye rup rang ki phulwari uske hi liye ye phul khile sab kuch dena hai saup use jis din jis pal wo aan mile bago me uske charche hai hai charcha jiska baharo me hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me kisne dil jita takat se chahat kab aag se darti hai nadan shikari kya jane hirni kis raag pe marti hai hirni kis raag pe marti hai talwar ka jor nahi chalta ban jati hai bat isharo me talwar ka jor nahi chalta ban jati hai bat isharo me hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me sagar me kahi jo ek moti jaise chanda ek sitaro me hum dil ka kawal denge jisko hoga koi ek hazaro me