SONG: Hum Dil Hi Apna Haar Gaye - हम दिल ही अपना हार गये

Hum Dil Hi Apna Haar Gaye - हम दिल ही अपना हार गये

LYRICS:
ham dil hi apna haar gaye ham dil hi apna haar gaye ek aisi nazariya maar gaye ek aisi nazariya maar gaye ho sajanawa harjai, balamua harjai sajanawa harjai hain hontho par halki si hansi hain kajre ke hain dhang naye kajre ke hain dhang naye hontho par halki si hansi hain kajre ke hain dhang naye kajre ke hain dhang naye jaise koi man me chhup ke gaye mithe nagme jaise koi man me chhup ke gaye mithe nagme ho koyal mithi kunk sunakar yaad tumhari layi sajanawa harjai, balamua harjai sajanawa harjai hain din hain sundar raate rangeen dekhu sapne suhane din hain sundar raate rangeen dekhu sapne suhane jhum rahi hu apne aap me jaise mastane jhum rahi hu apne aap me jaise mastane ho shrma shrma kar aati hain albeli bulai sajanawa harjai, balamua harjai sajanawa harjai hain ham dil hi apna haar gaye ham dil hi apna haar gaye ek aisi nazariya maar gaye ek aisi nazariya maar gaye ho sajanawa harjai, balamua harjai sajanawa harjai hain