SONG: Hum Bhi The Anjaan Se - हम भी थे अनजान से

Hum Bhi The Anjaan Se - हम भी थे अनजान से

LYRICS:
ham bhi the anjaan se hay hay tum bhi thi anjaan se aisi mohabbat hui dono gaye kaam se hay gaye kaam se ham bhi the anjaan se o o jhuki jhuki ankhiya ruki batiya pyaar ki nishani hain aa bahki bahki chal hain aankho me savaal hain, hotho pe kahaani hain milte the kal tak, hay badi shaan se hay badi shaan se ji hay ham bhi the anjaan se hay hay tum bhi thi anjaan se aisi mohabbat hui dono gaye kaam se hay gaye kaam se ham bhi the anjaan se dekhte hain dur se, kitane gurur se jaise nahi jante hoti na janab yu, firte na janab yu baat ko meri mante dil ko sambhalo, hans ke na taalo apna bana lo ji hay ham bhi the anjaan se hay hay tum bhi thi anjaan se aisi mohabbat hui dono gaye kaam se hay gaye kaam se ham bhi the anjaan se aa uda uda rang hai, dil me umang hain hamse chhupao na o itana jarur hain, dil ka kasur hain nazare chhurao na mitha mitha dard liya, kaun si dukan hain kaun si dukan hain ji hay ham bhi the anjaan se hay hay tum bhi thi anjaan se aisi mohabbat hui dono gaye kaam se hay gaye kaam se ham bhi the anjaan se aisi mohabbat hui dono gaye kaam se hay gaye kaam se