SONG: Hum Bhi Tere Diwane Dil Bhi Tera Diwana - हम भी तेरे दीवाने दिल भी तेरा दीवाना

Hum Bhi Tere Diwane Dil Bhi Tera Diwana - हम भी तेरे दीवाने दिल भी तेरा दीवाना

LYRICS:
hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana itni sanam hai beenti humko na bhool jana hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana itni sanam hai beenti humko na bhool jana hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana jab dekhti hoon tumko ek dard sa uthe hai tumpe toh hai bharosa duniya se dar lage hai mashoor hai jaha me ye pyar ke fasaane sunli hai jisne dil ki duniya ki kab sune hai hum tum toh ek hi hai ye pyar hai bahana hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana baahon me kho gayi hu tumko samjh ke apna dil chahe toot jaye toote na mera sapna kehte hai pyar jisko do rang ka hai sapna kuch der ki khushi hai kuch der ka tadapna tadpenge hum khushi se so baar aajmana hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana jee chahta hai hum tum masti me doob jaye dhoonde hume jamana or hum najar na aaye ek aarjoo hai dil ki pucho toh hum bataye kya hum kesuo se khele dildaar gungunaye sadke m dilbar ye bol phir sunana hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana itni sanam hai beenti humko na bhool jana hum bhi tere deewane dil bhi tera deewana