SONG: Hum Bechare Pyar Ke Maare, Aur Tum To Tum Ho - हम बेचारे प्यार के मारे, और तुम तो तुम हो

Hum Bechare Pyar Ke Maare, Aur Tum To Tum Ho - हम बेचारे प्यार के मारे, और तुम तो तुम हो

LYRICS:
hum bechare pyar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche hum bechare pyar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche bahki nigahe masha allha masha allha banki adaye masha allha oo masha allha palko ki uthati girti chilman tir chalaye masha allah dil ka karar ho tum jane bahar ho tum karne ko aaye hai nazre hum bechare pyar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche chal tumhari sabse aala waah waah waah bat tumhari ras ka payala waah waah waah apna to haal kuch na puchho kaid huya hai chahne wala julfo ke jal me hum tere khayal me hai uljhe hai arama hamare hum bechare pyar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche kya hai khayal kuch to bolo hai dil ki juban kuch to kholo nahi tumko kasam hai mere dil ki naino me aao dil me dolo humne wo kam kiya duniya me naam kiya kude hai ghar me tumhare hum bechare pyar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahuche